Saturday, June 18, 2016

mohabbat kie tune mujhse

mohabbat kie TUNE mujhse,
zamana chord kar

phir kyu ek pal mein mera,
daman chord diya

woh pehel thi tumhari,
woh marzi thi tumhari
jo kabhi nahi palte,
woh kadam the tumhare,

mehfilo mein khamosh rehkar,
kudhse naa aage hokar
khud ke hi ishq ko tune,.. murda kar diya

Ishq ne mere, jab pukara tha
hogaya so jane do, tera yeh bayana tha

khudse hi simatkar, maie kitna roya
ab toh aam hua yeh ISHQ,... ishq zamane ka khoya

ISS tarha...
chaha tha kisine mujh ko,
duniya chord kar,
ki, ek DIN usne IS baat kaa,
irada badal diya

ek DIN usne IS baat kaa,
irada badal diya

No comments: